


Recognized & PATENTED
MAGICLOCK Z+
LPG Gas Safety Device
Apne ghar aur parivaar ko gas leak ke khatre se rakhein surakshit.
You save ₹1,000
MAGICLOCK Z+
LPG Gas Safety Device
Apne ghar aur parivaar ko gas leak ke khatre se rakhein surakshit.
You save ₹1,000
Har Rasoi Me LPG Safety Device Kyu Zaroori Hai
Gas ka khatra pehle se nahi dikhta. Ek chhota sa device aapke poore parivar ko surakshit rakh sakta hai.
Leak Dikhti Nahi
LPG leak ko pehchanna mushkil hota hai. Jab tak pata chalta hai, tab tak rasoi me gas jama ho chuki hoti hai.
Rubber Pipe Purani Hoti Hai
Samay ke saath rubber pipe sookhti aur chatakti hai. Ek chhoti si darar bhi leak ban sakti hai.
Achanak Pressure Surge
Regulator ya cylinder se pressure achanak badhe toh normal pipe ke paas rokne ka koi tareeka nahi hota.
0.1 Second Me Auto-Cut
MAGICLOCK Z+ galat flow ko turant rok deta hai, taaki gas aage na badhe.
Na Bijli, Na Battery
Fully mechanical design hai, isliye power cut me bhi bharosemand tareeke se kaam karta hai.
Parivar Ki Suraksha
100% brass build aur 2 saal ki warranty ke saath, roz ki gas ki chinta ko kam karta hai.
Kaise Kaam Karta Hai?
Ek Chhoti Si Gas Leak... Sab Kuch Rakh Kar Sakti Hai!
Rozana akhbaron mein chhapne wali yeh khabrein agla hadsa aapke ghar hone se pehle ek chetavni hain.
Massive LPG Cylinder Blast Rips Through House; 4 Injured
An undetected overnight gas leak from a faulty regulator pipe triggered a deafening explosion early morning...
चाय बनाते समय गैस लीक से भीषण धमाका, लाखों का सामान राख
रसोई में गैस रिसती रही और सुबह माचिस जलाते ही आग फैल गई। ऑटो-कट सेफ्टी डिवाइस होता तो हादसा टल सकता था...
Over 10+ Kitchens Face LPG Leak Accidents Daily
Experts warn that ordinary rubber hoses fail to stop sudden pressure surges, leaving families at risk...
Ek Chhoti Si Leak. Ek Galat Pal. Poori Zindagi Badal Sakti Hai.
Dekhiye aapki rasoi me MagicLock ke bina aur MagicLock ke saath kya farak ho sakta hai.
Khatra Chup Chaap Badhta Hai
- Leak dikhti nahi. Gas dheere dheere rasoi me bharti rehti hai aur pata bhi nahi chalta.
- Purani pipe ya regulator se achanak pressure badhe toh gas ko rokne wala koi nahi.
- Bas ek chingari (lighter, switch ya stove) aur halaat haath se nikal sakte hain.
- Raat ko jab sab so rahe hon, tab leak hui toh koi sambhalne wala nahi hota.
- Nuksaan sirf saaman ka nahi. Sabse badi keemat parivar ki suraksha ki hoti hai.
Khatra Badhne Se Pehle Ruk Jaata Hai
- 0.1 second me auto-cut. Galat flow ko turant rok deta hai, gas aage nahi badhti.
- Fully mechanical. Na bijli, na battery, isliye power cut me bhi bharosemand.
- 100% brass build jo roz ke istemal me majboot aur tikau hai.
- Din ho ya raat, device 24 ghante apna kaam karta rehta hai, aapko kuch karna nahi padta.
- Parivar nishchint, aur 2 saal ki warranty ke saath dil ko sukoon.
Gas Safety Range
Z Plus – LPG Gas Safety Device Auto Gas Cut-Off Technology
Z+ PNG Gas Safety Device Auto Gas Cut-Off Technology
Magic Lock Gold Suraksha LPG Safety Hose 1.5 M – Built-in Auto-Lock Nano Safety Device, ISI & BIS Certified, 5-Year Warranty + ₹50L Insurance
Six Sense – LPG PNG Gas Leak Detector
Commercial Gas Safety Device – Auto Shut-Off Technology
Nano – Auto Gas leak Cut Off Technology
Accessories Range
Magic Cloth Stain Remover – Advanced 10 Second Stain Removal
Magic Cloth Stain Remover – Advanced 10 Second Stain Removal (10ML)
Magic Silver Dip – Instant Silver Cleaner [300 ML]
MAGIC STAIN REMOVER + SILVER DIP COMBO
Everything about your MagicLock, answered
Installation, warranty, delivery and more. Can't find your question? Message us and we'll reply.
-
All MagicLock products are easy to install. Watch the step-by-step videos on our YouTube channel for every product.
-
Our technicians are available in most pincodes, and we're expanding across India. If we can't reach your area yet, please bear with us.
-
Spray WD-40 inside the nozzle. It clears dust particles that can cause the leakage and usually fixes the problem.
-
Z Plus is made for LPG cylinders and Z+ PNG for piped gas. Six Sense is a leak detector with an audio-visual alarm that works with both LPG and PNG. For hotels and cloud kitchens, choose the Commercial Gas Safety Device.
-
MAGICLOCK Z+ comes with a 2-year warranty. The Gold Suraksha LPG Safety Hose comes with a 5-year warranty plus ₹50L insurance. Activate yours on the Warranty Registration page.
-
The Gold Suraksha LPG Safety Hose is ISI and BIS certified. MagicLock is also ISO certified and recognised under Make in India and Startup India.
-
We ship with Shiprocket. Use the tracking link in the text message you receive when your order is dispatched, or visit our Order Tracking page.
-
Email us at magiclockdc@gmail.com with your order details. We also handle changes to existing orders there.
-
We offer easy returns. Read the full terms in our Refund and Returns Policy.